Question: suwal
mein janta hun ke quran napaki ki halat mien padh na haram hai par phir bhi ye fail mien mein mubtila hogaya
woh iss tarha ke mujh par ghusl farz aur humare kareeb mien 0vi ki fateha thi aur waha maulana sahab nahi aye they to unhone mujhe agey kardiya aur mein apni halat unse bayan na kar saka astagfurullah napaki ki halat mein meine fateha padha
haram samajh kar ab mere liye sharaee hukm kya lagta hai