Question: salam jis tarah quran sharif mein likha hai nek auratein nek mardon ke liye aur nek mard nek auraton ke liye banayee gayein hain. magar aaj kal aisa bhi dekhne mein aata hai ki aurat ya mard dono mein se koi ek bahot parsa kaho ya ibadat guzaar ya majhab ka paband hota hai aur doosara banda namaz bhi baqayedgi se nahi padhta, aisi surat mein ab uos nek mard ya uos nek aurat ke liye kya samjha jaaye. aur neki mein kya sirf namaz ki pabandi aur rozon ki pabandi hi aayeingi ya phir ikhlaq wagairah bhi count hote hain