Question: salaam, ek behen ko shaadi ke baad maloom chala ke usske saasural wale bad aqaaidah hain aur aise logoun se nikah hota hi nahi, ab woh ladkhi apne sohar se unke aqaaid ke baare mein sawaal karti hai. uske sohar jo ki bahot modern hain, aur deeni maloomat ki kami hai kehte hain ke na main sunni houn aur na deobandi, Main muslamaan houn, woh apne maa baap k saath bad aqidah ulama k paas jate hain aur biwi ke kehna par sunni qafila aur ijtema par bhi jaate hain, ab woh behan bahot zyaada pareshan hai ke uske sohar ke aqaaaid hain kya ? agar woh sunni hai toh ab woh unke ghar waloun se kya rawaiya apnae gi aur agar woh bad aqeedah hai toh woh divorce kaise le aur sab ko jawaab kya de ? rehnumai farmein