Question: kya farmate hai ulama e haq is bare me ki, Imam husain (radiallah anhu ki shahadat kaise hui, ain namaz ke waqt sajde ki halat me hui, jaise ki aaj tak ahle sunnat ki taqriro me sunte aye hai, ya nahi...
is moju par hazrat sayyid naeemuddin muradabi or allama hasan raza khan sahib ki kitab me latash kiya magar koi jagah shahadat ki aisi na mili ki namaz me shaheed hue ho, sadrul afazil sahib ki kitab sawan e karbala me shayad likha hai ki ek teer apke maathe (peshani par laga​ or ghore(horse se niche tashreef le aye jisse shahadat hui, bas, shahadat namaz me sajde me thi ya nahi, agar nahi to ise byan karne ki kya wajah, jo ki haqeeqat se door hai, agar ye murad hai ki iska matlab ye hai unhone jang me bhi namaz nahi chori to magar shahid namaz me kaha hue,,
or bahut had tak mumkin ho ki meri aqal ki khrabi ho, or haqeeqat wahi hai jo ulama byan karte hai, ki namaz me shahid huye, or mene tehqeeq me khata kar di ho bas apse islah chahta hu, (allah mujhe aql e saleem de apko ajr e azeem Sayyid Muhammad Sikander Warsi. Dehi, Al-Hindi