Question: ek admi k bhai bilkul healthy hain lekin ghr bethe rehte hain or kch nhi kamate baghair kisi waja k.... or wo admi apne bhaio ka har maheeenay ka kharch uthata hai or unke bv bacho tk ka kharcha wohi uthata hai tou kya yeh sahi hai??? kya us admi ko aisa krte rehna chahiye?? aapne bv bacho se pehle apne bhai or unke bv bacho ki is tarah kifalat krte rehna chahiye??? kya yeh shariat mein jaiz hai?? or agar wo admi kbi financial problems mein aajata hai tou kya aisis surat mein b use aisa krte rehna chaiye??? or us admi k mana krne se agar uske bhai uski jaan maaal izzzat bv bache sb k dushman ban jaate hain tou kya uske bhaiio ka aisa krna sahi hai baqol unske bhaio k WO APNE HAQ K LYE LAR RHE HAIN.... kya aisa krna thik hai????