Question: assalam o allikum,
Ramzan sharif ki aamad aamad hai, iis liye aik buht barik sa sawal poochna chahata hoon k jaise ulma-e-kiram fermaty hain k ager roza k doran ehtalaam ho jai to sirf ser se paon tek jism dho lo aur phir aftaar k baad baki 2 ferz b ada ker lo to q k aftaar k foran baad 5 se 7 mint k baad maghrib ki jamaat khari ho jati hai to ager aftaar k foran baad dono ferz ada kerna shooroo kerain ge to jamaat janay ka khatra hai to kia itni gunjaish nikal sakti hai k maghrib ki namaz k baad 2 ferz ada ker liye jain, kia iis se namaz-e-maghrib per ferq paray ga ya namaz ho jai gi jese gushal k 2 ferzon k begair zuhr aur aser ho jati hai to q k maghrib ki jamaat aur aftaari k dermiyan wqt kem hota hai aur baaz muj jese gunahgaar jamaat se namaz perhnay ka shoq rekhtay hain aur jamaat ko chorna nahi chahaty to iis der se k ager 2 ferz aftaari k foran baad ada kerne shooroo kiye to jamaat janay ka khatra hai to kia iis sooret main namaz-e-maghrib k baad 2 ferz ada kerne ki gunjaish hai, JAZAK ALLAH