Question: assalam o alaikum kia aap namaz ka sahi tariqa bata sakte hain bilkul sunnat ke mutabiq jaise huzoor sallallahu alehi wasalim parhte thay kyun ke market main bohot si kitabain hain aur sab main alag alag tariqe likhe huwe hain koi kehta hai yahan haath bandho to koi kehta hai yahan haath nahi bandho to please aap sahi tariqa batadain jo qurano sunnat se sabit ho aur maine aik hadees main parha hai ke aap sallallaho alehi wassalm ne farmaya ke jaise mujhe namaz parthe dekho waise hi namaz parho isse yeh bhi pata chalta hai ke aurton aur mardon ki namaz main bhi koi farq nahi hai please aap is bare main bhi batain