Question: assalam-o,alaikum,,,kya farmate hain ulmaye deen wo muftiyane kiraam masla jel men ki.peer wo murshid \'\'hazrat rafeequddeen naksbandi A.R.\"ek jangle me ek buzrug ke qabr ki nisandehi ki un ka nam\'\'hazrat kutbuddeen saah A.R.\'\'bataya aor saherbalkh bhi btaya,aor qabr me aasha or mitti ka piyala hone ko bataya,is bina par us masnawi qabr par do saal tak uroos manaya gaya.lekin \'\'mufti eyaaz ahemad burhaani sahab\'\' ne use masnawi qabr krar diya,or kaha ki agar zinda laas bhi mile to bhi nahin mana jayega,uske baad uroos tark kardiya gaya,mufti sahab ke maojoodgi me qabr ko khuda gaya,to aasha or mitti ka piyala mila,ab daryaaft talab baat ye hai ki...peer shahab ki baton par amal kiya jaye jo ki sunni sahi aqeeda paband sharaa maqbool awaam wal khawaaf hain,ya mufti sahab ki baton par amal kiya jaye,agar peer sahab ki baton par amal kiya jaye to uroos manane ijazat de di jaye ,quraan wo ahdees ki rooshni me ma hawala jawaab den,orkya kasf se qabr ka suboot hota hai,..mohd anees ansari