Question: Assalam alikum mufti sahb.. kaha ye jata hay tahajud k lye neend zroori nahi isha k bad tahjud ki niyat se parhi jany wali namaz tahajud hi hay neend kar k uthna lazmi nahi.. kya ye bat sahi hay ya neend k bad hi tahajud parhi jaegi? aur in dono umoor me se sahi amr ka hawala irshad farmaiyega.. jazakallah