Question: umuman Banda kuch ni soch raha hota (yani Zehan khali hota hai to kafi sochain dimag me ati hai yani ap ka Zehan kisi soch se khali rahay bohat mushkil hai, koie na koie soch to dimag me hoti hi hai.. Maloom ye karna hai k Doran e Namaz kuch na socha jai essa to Mushkil hai, kuch na kuch to Soch ati hi hai kyon k Zehan me din bhar ki kafi batieen hoti hain.. ab Namaz me kia socha jai kia tasawur kia jai? Khoof e Khuda se apna Gunahoo ko yaad kar k rona kaisa jab k imam tilawat kar raha ho aur hamay Arabi samaj na ati ho? ya phir Makkah Madinah Roza e Rasool salalahoalehewasalam ka tasawur bandh na kaisa jab k imam tilawat kar raha ho.? warna agar zehan khali rakhte hain to thori der baar Dunyawi khyalat gair lete hain kabhi hisaab kar rahe hotay hain,kabhi karoobar to kabhi ghareloo discussions...kia kya jai? Umeed karta hon k jo feelings hai meri me ap samaj chukay honge : Quran o Hadees se is per Roshni daliye aur detail me jawab inayat farmaye Jazak Allah